Thursday 29 October 2015

Pakistan mein Muhajir, Baloch, Pathan ka future kya hy?

Pakistan mein 60% Punjabi population honay ki wajaah say Pakistan assal mein aik Punjabi State hy aur military establishment, civil bureaucracy, foreign affairs, agricultural sector, industrial sector, trade sector, political organizations, media organizations, education institutions, skilled professions, urban centers par Punjabi Qoom ka total control hy.

Muhajir, Baloch, Pathan chon k Punjabi Qoom say Dushmni kar k apnay Taulqaat Punjabi Qoom say kharaab kar k Punjabi Qoom say Dushmni mool lay chukay hain es liay Punjabi Qoom nay Muhajir, Baloch, Pathan ko ghaas daalna bund kar diya hy.

Punjabi Qoom k Muhajir, Baloch, Pathan ko ghaas na daalnay ka result ab yeh nikalna hy k Muhajir, Baloch, Pathan nay ab Pakistan ki national aur international policy making aur decision taking say out ho jaana hy.

Muhajir, Baloch, Pathan ko ab apnay apnay local affairs aur apnay apnay region ki he policy making aur decision taking karnay par dhiyaan dayna paray ga

Muhajir, Baloch, Pathan nay aggar Pakistan ki national aur international policies aur decisions say confrontation ki koshash ki tu apnay apnay region ki policy making aur decision taking karnay say bhe haath dho baithain gay.

Muhajir, Baloch, Pathan k apnay apnay local affairs aur apnay apnay regions k interests k liay Pakistan k national interests ko nuqsaan ponhchanay ka nateeja yeh hy k Pakistan ka sub say bara Dushmun India arsaa daraaz say FATA, Baluchistan aur Karachi mein proxy politics aur terrorist activities kar k Pakistan ki development aur economic growth ko rook raha hy, Pakistan ko socially aur politically nuqsaan ponhcha raha hy.

Es liay, behtar hy k Muhajir Karachi mein, Baloch Baluchistan mein, Pathan FATA mein India ki proxy politics aur terrorist activities mein aalakar bunnay k bajaay India ki proxy politics aur terrorist activities ko khud khatam karain.

Kyon k, Muhajir, Baloch, Pathan k apnay apnay local affairs aur apnay apnay regions k interests k liay Pakistan k national interests ko nuqsaan ponhchanay ki koshash ko Punjabi Qoom ki taraf say ab Anti-Pakistan activity qaraar day kar kuchul diya jaay ga.

No comments:

Post a Comment