Muslim Ummah mein aur World
mein Pakistan ki importance es liay hy k Muslman Punjabi, Pakistan ki 60%
population hy , Muslim Ummah ki 3rd largest ethnic population hy , Punjabi nation
ki 56% population hy aur Punjabi nation World ki 9th biggest nation hy .
Pakistan k Sindhi, Muhajir,
Baloch, Pathan ki na tu World mein importance hy, na Muslim Ummah mein
importance hy aur na Pakistan mein importance hy. Kyon
k, Sindhi, Muhajir, Baloch, Pathan ka dhiyaan Muslman Punjabi say apni izzat
karwaanay, Pakistan ki taraki k liay koshish karnay, Muslim Ummah ki behtari k
liay apna kirdaar adda karnay aur World ki nations mein Pakistan ko aik mazboot
State bunaanay par rehnay k bajaay apnay zaati mofaadaat k liay Punjab aur
Punjabiyon ko blackmail karnay aur dabaao mein rakhnay par he rehta hy.
Sindhi, Muhajir, Baloch, Pathan
ko aggar samajh aa jaay k Muslman Punjabi, Pakistan ki 60% population hy, Muslim
Ummah ki 3rd largest ethnic population hy, Punjabi nation ki 56% population hy
aur Punjabi nation World ki 9th biggest nation hy tu Sindhi, Muhajir, Baloch, Pathan
ko apni ooqaat maloom ho jaay aur Punjabiyon k sath Dushmuni karnay say guraiz
karnay lagain.
Waisay, Muslman Punjabi nay
bhe Sindhi, Muhajir, Baloch, Pathan k sath, Muslim Ummah ki Qoomon k sath, Punjabi
nation ki Christian Punjabi Community, Sikh Punjabi Community, Hindu Punjabi
Community k sath aur World ki nations k sath, Pakistani Muslman bun kar social,
economic aur political interaction kar k 68 saal barbaad kiay.
Pakistani Muslman k bajaay
Punjabi Muslman bun kar social, economic aur political interaction karnay say
na sirf Pakistan k Sindhi, Muhajir, Baloch, Pathan ko aur Punjabi nation ki
Christian Punjabi Community, Sikh Punjabi Community, Hindu Punjabi Community ko
balkay Muslim Ummah aur World ki nations ko bhe maalom hona shoro ho jaay ga k
Muslim Punjabi ki Pakistan, Punjabi Nation, Muslim Ummah aur World mein kya
position hy aur Punjabi Muslman k sath positive social, economic aur political
relationship rakhna kyon zaroori hy.
No comments:
Post a Comment