Friday 5 February 2016

Majority Nation Ki Wajaah Say Pakistan Ka Naam Punjabistan Hona Chaheay Tha.

1947 mein 20 Lakh Punjabi marwa kar, 2 Caroor Punjabi displace karwa kar, Punjab ko divide karwa kar Muslmano k liay jo Pakistan banaya gayaa tha wo 1971 mein East Pakistan k Bangladesh bun jaanay k baad khatam ho gayaa.

Yeh West Pakistan hy jis ka naam Pakistan rakh diya gayaa. Darassal 60% Punjabi majority ki wajaah say West Pakistan ka naam Pakistan nahi balkay Punjabistan rakhna chaheay tha. 1973 k constitution mein West Pakistan ka naam Kha Makhwa Pakistan rakh kar confusion paida kiya gayaa.

Beherhaal, ab kisi paraishani ki zaroorat nahi. Yeh Pakistan ya Punjabistan kahein nahi jaata. Es nay aysay he rehna hy. Punjabi apni zameen ka aik inch bhe nahi choora karta es liay es Punjabistan ya Pakistan say zameen ka aik inch bhe ab alug nahi ho sakta.

Yeh sub Muhajiron ka propaganda hy jo her waqt Pakistan khatray mein hy, Pakistan toot jaana hy. Bengal ki tarha Pakistan ka falaan area Pakistan say alug ho jaana hy ka roona rootay rehtay hain ta k Pakistan k awaam mein intashaar paida ho.

Pakistan k Non-Punjabi, Sindhi, Muhajir, Baloch, Pathan, es baat ka khiyaal rakhain k Pakistan ko toornnay, Pakistan say alug honay k naaray maar kar ab Punjab aur Punjabion ko blackmail karnay mein faaida aik takay ka nahi hoona balkay nuqsaan boht ziyaada ho jaana hy kyon k Pakistan ab boht ziyaada taqatwar bhe ho jaana hy aur mazboot bhe. Insha Allah.

Punjabi Qoom ko Pakistan par Raaj karnay ka Haque hy.

Jis tarha Pakistan mein abaadi k lihaaz say sub say bara Sooba Punjab hy waisay he India mein abaadi k lihaaz say sub say bara Sooba Utter Pardesh (UP) hy.

India mein es waqt bhe UP ki population 20 Caroor hy jub k sary Pakistan ki population 18 Caroor hy laykun es k bawajood UP ko divide kar k mazeed Soobay nahi bannaay ja rahay balkay India ki dosri nations ko Dialects aur Regions ki base par divide kiya ja raha hy ta k Utter Pardesh k Hindi-Urdu Speaking Hindustaniyon k khalaf India mein koe Qoom khari na ho sakay laykun Pakistan mein Gunga ulti beh rahi hy.

Chotay Soobon k loog tu Punjab aur Punjabion ko apnay neechay lagaay rakhnay k liay Punjab ko Regions aur Punjabion ko Dialects mein divide karna chahtay he hain laykun kuch Ghadaar Punjabi aur Punjab k under rehnay waalay kuch Punjab aur Punjabi Qoom k Dushmun bhe Punjab aur Punjabion ko divide kar k tabaah wa barbaad karnay par tulay baithay hain.

Agar Soobay banaanay say Ammun, Sakoon aur Khush-haali aa jati hy tu area k lihaaz say Baluchistan, Pakistan ka sub say bara Sooba hy jub k Baluchistan mein Balochon k elaawa Punjabi, Pashto, Brahui, Makrani, Rukhshani, Sulemani, Lasi, Hazargi, Sindhi, Saraiki, Dehvari, Persion, Tajik, Hindko, Uzbik, Hindki bhe rehtay hain es liay Baluchistan k 3 soobay; Quetta, Qalat, Makran banaa dayna chaheain ta k Baluchistan mein Ammun, Sakoon aur Khush-haali aa jaay aur Baluchistan k Punjabi, Pashto, Brahui, Makrani, Rukhshani, Sulemani, Lasi, Hazargi, Sindhi, Saraiki, Dehvari, Persion, Tajik, Hindko, Uzbik, Hindki bhe taraki karain.

Pakistan mein Sind Sooba abaadi k lihaaz say dosra bara Soobs hy jub k Sind mein Sindhion k elaawa Punjabi, Saraiki, Urdu, Pashto, Kachhi, Thari, Lasi, Lari, Vicholi, Gujrati, Rajasthani, Brahui, Makrani, Rukhshani, Sulemani bhe rehtay hain es liay Sind k bhe 3 Soobay, Karachi, Hyderabad, Sukkur bana daynay chaheain ta k Sind mein Ammun, Sakoon aur Khush-haali aa jaay aur Sind k Punjabi, Saraiki, Urdu, Pashto, Kachhi, Thari, Lasi, Lari, Vicholi, Gujrati, Rajasthani, Brahui, Makrani, Rukhshani, Sulemani bhe taraki karain.

KPK 1901 tak Punjab ka he part tha. British nay Punjab k Western areas ko Punjab say alug kar k North Western Frontier Province (NWFP) banaa diya tha jis ka Sindhi Zardari ki Sindhi party PPP ki government k doraan naam NWFP k bajaay Khyber Pukhtoon Khawa (KPK) kar diya gayaa. KPK k bhe 3 Soobay; Peshawar, Abotabad, Dera Ismail Khan bana daynay chaheain ta k KPK mein Ammun, Sakoon aur Khush-haali aa jaay aur KPK k Punjabi, Buneri, Chitrali, Derawali, Hazara, Kohati, Kohistani, Peshawari, Sawabi, Sawati bhe taraki karain.

Punjab tu Punjab hy. Punjab, Pakistan ka abaadi k lahaaz say sub say bara Sooba aur Punjabi, Pakistan ki sub say bari Qoom hy es liay Punjabi Qoom ko bhe Pakistan par Raaj karnay ka waisay he haque hy jaisay Utter Pardesh k Hindi-Urdu Speaking Hindustaniyon ko huque hy k India ki sub say bari Qoom honay k naatay mein India par Raaj karain. Khud apnay aap ko unite rakhain aur doosri Qoomon ko Regions aur Dialects mein divide kartay rahain.

Monday 1 February 2016

UP, CP People started to come in Pakistan from 1950.

The Partition of India was the partition of the British Indian Empire that led to the creation of the sovereign states of the Dominions of Pakistan and India on 15 August 1947 with the division of the Punjab.

The newly birthed Pakistan faced a number of immigration and naturalization difficulties due to the division of Punjab and Punjabi nation.

The Punjabi Hindus and Punjabi Sikhs were displaced from the western side of Punjab to the eastern side of Punjab and the Punjabi Muslims were displaced from the eastern side of Punjab to the western side of the Punjab.

In the riots which preceded the partition in the Punjab region, about 2 Million people were killed in the retributive genocide and 20 Million people were displaced.

The Time Magazine of September 1947 gave killing static around one million people. However, it was the largest genocide after the Second World War.

UNHCR estimates 14 million Muslim Punjabis, Hindu Punjabis, Sikh Punjabis were displaced during the partition; but, it was the largest mass migration in human history too.

However, after the death of Muhammad Ali Jinnah on 25 December 1948, the problem of religious minorities also flared in Sindh and United Provinces, during 1949 and early 1950.

The Liaquat Ali Khan took the advantage of the situation and started to create the atmosphere and circumstances for the help of Urdu-speaking population of United Provinces and to settle them in the Pakistan.

Liaquat Ali Khan met the Indian Prime Minister Jawaharlal Nehru to sign the Liaquat-Nehru Pact in 1950 to protect the religious minorities on both sides of the border. But, practically, he started to patronize the infiltration of Urdu-speaking communities from the United Provinces of Pakistan.

Therefore, after the Liaquat-Nehru Pact in 1950, the Urdu-speaking communities from the United Provinces, started to infiltrate the Pakistan which polarized the West Pakistani population, especially in the cities of Karachi, Lahore, Rawalpindi, Multan, Hyderabad and other parts of Punjab and Sindh Provinces.

As the result of infiltration of Urdu-speaking communities from the United Provinces of Pakistan, in 1951, close to half of the population of the Lahore, Karachi, Rawalpindi, Multan, Hyderabad and other major cities of Pakistan were Urdu speaking infiltrators from India